Chitika

Popular Posts

Sunday 22 January 2012

Santa Banta 140Characters

Santa Banta 140 Characters sms:



===============================================

Santa: tumhe pata hai mere papa ek ungli se
8 logo ko utha sakte hai!


Banta: Wow! Wo kaise?

Santa: Kyoki mere papa lift operator hai
njoy ;P


===============================================

Santa: Papa Bachha zyada Inteligent hota he ya baap?
Fathr: Baap
S: Papa,Phone Kisne Banya?
Fathr: Graham Bell ne
S: Uske baap ne Q nai banaya?

===============================================
Santa : tuition master ka msg aaya hai ki Kal extraclass
hai,ab Kya kare ?


Banta :"message sending failed" likh k Send kar de.

===============================================
Hot Santa:

Santa omelet bana raha tha,
usne anda toda to anda khali nikla.
Snta hairan hokar bola ghor
kalyug ab murgiya bhi AborT!0N krwane lagi he.
===============================================

Santa ne BUS ME 2TICKET Li

Conductor-2 Q?

Santa-1 kho gyi to DUSRI RAHEGI.

Cndtr-AGAR DUSRI KHO GAYI TO.

SAnta-TO "PASS" KAB KAAM AYEGii.
===============================================
SANTA recharge karwane gya..

Shopkeepar:kitne ka?

santa:
10 ka kardo.shopkeepar:7 ka talktime milega

Santa:
koi baat nhi,
3 ki namkeen de do!

===============================================
Banta: Oye,
tu to Doctor ke paas jaane waala tha,

kya hua?

Santa: Yaar kal jaaonga,


aaj thodi tabiyat kharab hai.

===============================================
Santa bhaagte bhaagte ruk gaya ...
.
why ??
.
.
.
.
.
Thak gaya tha.
.
Insaan hai woh bhi

.
.
Tum log bhi na ...jaan Le lo Santa ki


 ===============================================

No comments:

Post a Comment